Blogger Per Free Blog Google Website Kaise Banaye Hindi Me Sikhe
Hello Friends aaj ham online world ka sabse bade sabaal ke jabab ke baare me jaanege – Website, ji hai website kaise banaye aaj ham ye jaanege.
Agar aap apna online business karna chate ho ya apne kisi knowledge ko duniya se online share karna chate ho to aap ki website hona bhut jaruri hai, or aaj ham janege ki free website kaise banaye Google ki madad se.
Start karne se Phele me kuch baate hai jo me aap ko batana chata hu ki, ham jo website bana rahe hai bo blogger.com par banegi. Blogger.com Google ki hi ek service hai or ye bilkul free hai, jisko ham Blog bhi bolte hai.
Website (Blog) Banane ke liye kin-kin chijo ki jarurat hai
Website (Blog) kaise banaye
Step by step follow karo-
Step 1: www.Blogger.com par jao.
Agar aap ke paas phele se Google account (gmail) account hai to aap us se login kare ya fir phele Gmail par ek account banaye.


Step 3: ek naya page khulega
Is page par aap ko apne blog ka tital, uska link (url) or uska template select karna hai. iske baad Create Blog ki button par click kare.


- Title – Isme aapko apne Blog ka Naam Likhna hai.
- Address – Blog ka kya address dena hai. jo phele se kisi ka naa ho. Badiya Address kaise select kare
- Template – Niche diye huee template me se template ko select kate. Pade kaise Change karte hai Template ko
- Create Blog! – Last me is button par click kare.
ye lijiye aapki website bankar teyaar hai.
*Note: ek baat dyaan rake ki aapke blog ki jo link rahegi usme blogspot bhi rahega. matlab maan lijiye aapne blog ke link liya allhindimejankari to aapke blog ki link rahegi allhindimejanakari.blogspot.com. agar aapko ye blogspot hatana hai to uska bhi tarika hai jo me aapko aage bataoga.
Post a Comment