Google Gmail Account Ko delete kaise kare? How to delete google ...
Hello, Friends jada tar me aap logo ko batata hu kaise account banate hai, Par aaj me uska ulta batane ja raha hu.
Mene apni ek post me bataya hai kaise ham Apna Google (Gmail) Account kaise bana sakte hai, or aaj ham baat karege kaise apne Google account (Gmail) ko delete kare.
Aapke Google account (Gmail account) ko delete karne ke aapke pass kai karan ho sakte hai jese aapne apna naya gmail account banaya hai or aap purane wale ko use nahi karna chate.
Iska ek or karan ho sakta hai ki aap chate ho ki us email id se jitne bhi account banaye hai bo sab bhi band ho jaye. jese – Youtube, Blogger, Gmail, Playstore, Google Drive or sare Google ki services jin par aapne account banaye hai.
Account ko Delete karne ke liye aapko Apne Google Account ki setting me jana hoga.
Aap Simple is Button par click click kare
[button-red url=”https://security.google.com/settings/security/deleteaccount” target=”blank” position=”center”]Delete Google Account[/button-red]
Ab aapko apne Gmail ID ko daalkar Login karna hai jisko aap delete karna chate ho. Agar aap phele se login hai to aapko fir se password dalna padega.
Login karne ke baad jo page khulega usme aapke Google par jinte bhi account hai is ID par bo aa jayege. Page ke last me 2 tic karke Delete Account ki Button par click kare
[alert-warning]Delete ki Button par Click Karte hi Aapka Account Permanently Delete ho Jayega. [/alert-warning]
Aap Jese hi Delete Account ki button par click karoge ek naya page khulega.
To ye lijiye aapka account ab ????delete ho chuka hai, or usse jinte bhi account banaye the aapne bo sab bhi.
Agar aapka or koi bhi sabaal hai to aap comment karke or HindiTek Forum me puch sakte ho.

Delete Q Kare :-

Google Account Ko Delete karene ki Process
Account ko Delete karne ke liye aapko Apne Google Account ki setting me jana hoga.
Stwp 1.
Aap Simple is Button par click click kare
[button-red url=”https://security.google.com/settings/security/deleteaccount” target=”blank” position=”center”]Delete Google Account[/button-red]
Step 2.
Ab aapko apne Gmail ID ko daalkar Login karna hai jisko aap delete karna chate ho. Agar aap phele se login hai to aapko fir se password dalna padega.

Step 3.

Post a Comment