Header Ads

Microsoft Word Use Karne Ki Basic Jankari Aur Sahi Tarika

Microsoft word ko sabhi log estemal karte hai per esme kuch ese feature he jinki jankari bahut kam logo ko hai aur unki madad se aap ka kam kafi aasan ho jata hai.



to jante kuch feature and tips...


* Adsense Fast Approval Karene ka best idea 2018 *

* PASSPORT SIZE PHOTO BANAYE - ONLINE JANKARI HINDI ME *


* HOW TO INSTALL WHATSAPP IN LAPTOP AND PC *

1.Page per kahi bhi likhiye 

yadi aap ms word me kahi bhi likhna chahte he to us jagah per double click kijiye aur likhna suru kar dijiye word whitebord ki tarah kam karne lagega.

2.Sentence ka case badliye      

Image result for Microsoft Word Use Karne Ki Basic Jankari                

upercase aur lowercase yani capital letter aur small letter. yadi aap kisi english ke sentence ko select kar Shift+F3 press karenge to wah sentence  bari bari se upercase aur loowercase aur camalcase (pahla axar capital) me badal jayega.

3.Jaldi se text select kre 

yadi aap triple click karenge to pura sentence select ho jayega.
CTRL press kar kahi bhi click karenge to pura select ho jayega.
yadi ALT press kar mouse dreg karenge  to aayatakar  shap me text select hoga aur aap eski rang aur format aasani se change kar sakte hai


* WHATSAPP PAR PDF DOCUMENT FILE KAISE SEND KARE *

4.badlaw ki jagah pahuchiye

yadi aap kisi bde document  pper kam ker rahe hai to aapko turant un jagaho per pahuchna he jha jha aapne us document ko edit kiya hai to Shift+F5 press karte rahiye aap un sabhi jagho per pahunch jayenge .

Aapko meri yeh post kesi lagi comment karke bataye yadi assi lagi ho to share jarur kare.

No comments

Powered by Blogger.